Shajra Sharif

“Allahumma Salleyala Sayyedna wa Maulana Mohammadin,Wa Aalehi Wa itreteyi Beadada Kulley Malumillak”

 

“BismillahHirRehmanirRahim”

 

“Ya Ayyohalzeena Aamnu Wabagtu Allehil Wasileteh Wajahedu Fi Sabilehi la-Allakum Tuflehoon”

  • BismillahHirRehmanirRahim
  • Pyaale pilaye khoob Sharaab-e-Tahur ke,
  • Sheeshe Milaye dono Muhammad ke noor ke,
  • Jab Noor noor se mila durr-e-yateem hai,
  • Murshid ne Ukda khola Alif-Laam-Meem Hai.
  • Hazrat Jibraeel Allayhisalaam
  • Hazrat Meekaeel Allayhisalaam
  • Hazrat Israeel Allayhisalaam
  • Hazrat Israfeel Allayhisalaam
  • Chirag wa Masjid, Mehrab wa Membar,
  •  Abu Bakar ,Umar,Usmaan wa Haider.
  •  Hazrat Amirul Momeneen,Mushkil kusha Imam Ali, Qaram Allah Wajhu. Qarim.
  • Hazrat Imam Hasan Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Hussain Shaheed-E-Karbala Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Zain-UI-Abideen Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Inam Mohammad Bakar Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Zaafar Sadiq Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Musa-Al-gazim Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Ali Musa Raza Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Muhammad Taqi Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Ali Naqi Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Hasan Asgari Razi AllahUAnhu
  • Hazrat Imam Muhammad Mehendi Razi AllahUAnhu
  • Alif Laam, Meem, Kaaf, Ha, YA, AN, Swaad, Ha,meem, Ain, seen, kaaf ,Twa ha La-llaha Il-Allah Muhammad Ur RasulAllah,Mann qaala, La-llaha Il-Allah Muhammad Ur RasulAllah Dakhlal Jannta Bila Hisaab Wala Azaab.
  •  Qadari-Shuttari Shajra Karega Jo ki yaad, Do jahaan mein wo rahe aabado Shah
  •  Hazehi Shajaratun Asloha Sabesun, Wafr oha Fis-smaye qul ya-ibadiye Allzeena Asarfu, Ala Anfosehim la takantu Minrehamtillah, Inanl- laha Yagferu- zunuba zamiya, Innhu Howal Gaffur urahim.

 

Bismillah-hirr-Rehman-nir-rahim 

  1. Hazrat Saki-E-Qausar Malik-E-Behar o barr Ahmad-E-Muijtaba Mohammad Mustafa Sallallaho-alehi wa Aalehi Wa Ashabehi Wasallam.
  2. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Asadullah- ul -Ghalib Mazharul Ajayab Mushkil Qusha Imam Ali Karam Allah Wajh-ul-Qarim
  3. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed -us -shohda Imam HussainShaheed-E-Qarbala Razi AllahoAnho.
  4. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed-Ul-Imam Zain-ul-Abideen Razi AllahoAnho.
  5. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed-Ul-lmam Mohammad Baqar Razi AllahoAnho.
  6. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed-Ul-Imam Zaafar Sadiq Razi Allaho Anho.
  7. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed-Ul-lmam Musa Al Qazim Razi Allaho Anho.
  8. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed-Ul-lmam Ali Musa Raza Razi AllahoAnho. 
  9. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-Ul-Mashaykh Khwaja Maroof Qarkhi Quddus-Sirrhul-Aziz
  10.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-UI-Mashaykh Khwaja Sirri Saqti Quddus-Sirrhul-Aziz
  11.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-Ul-Mashaykh Khwaja Abul Qasim Junaiyd Baghdadi Quddus-Sirrhul-Aziz
  12.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-Ul-Mashaykh Khwaja Abu Bakar Abdullah Shibli Quddus-Sirrhul-Aziz
  13.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-UI-Mashaykh Abdul Wahid Yamni Quddus-Sirrhul-Aziz
  14. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-Ul-Mashaykh Abul Fareh Yusuf Tartausi Quddus-Sirrhul-Aziz
  15.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-Ul-Mashaykh Abul Hasan Ali Al-Qureshi Al Hinkari Quddus-Sirrhul-Aziz
  16.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Shaykh-Ul-Mashaykh AbuSaeed Mubarak Al-Makhzoomi Quddus-Sirrhul-Aziz
  17.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Sultan-Ul-Auliya Peer Wa Dastgeer Shaykh wa Syed Abdul Qadir Jilaani Quddus-Sirrhul-Aziz
  18.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdul Razzak Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  19.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdullah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  20.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Ibrahim Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  21.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Zaafar Ahmed Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  22.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Ali Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  23.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Mohammad Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  24.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdul Gaffar Siddiqi Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  25.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Mehmood Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  26.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdul Rauf Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  27.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdul Wahab Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  28.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Allauddin Qaazan Qadari Hussaini Quddus-Sirrhul-Aziz
  29.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abul fateh Hidayatullah Sarmast Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  30.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Zahoor Haji Huzoor Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  31.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Haji Hamid Mohammad Ghaus Gwaliyari Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  32.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Wajihuddin Haider Ali Sani Ganje Sawai Hussaini Qadari Gujrati Quddus-Sirrhul-Aziz
  33.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdullah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  34.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Qutb-ul-Agtab Hasham Peer Dastgeer Khitabun Nabwi Hussaini Qadari Alvi Bijapuri Quddus-Sirrhul-Aziz
  35.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Burhanuddin Hussaini Qadri Alwi Quddus-Sirrhul-Aziz
  36. llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Murtaza hussaini Qadri Alwi Quddus-Sirrhul-Aziz
  37.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Wajihuddin Hussaini Qadari Alwi Quddus-Sirrhul-Aziz
  38.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Mohammad Ghaus Saani Hussaini Qadari Alwi Quddus-Sirrhul-Aziz
  39.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Abdullah Hussaini Qadari Alwi Bijapuri Quddus-Sirrhul-Aziz
  40.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Wajihuddin Hussaini Qadari Gujrati Quddus-Sirrhul-Aziz
  41.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Burhanuddin Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  42.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Wajihuddin Hussaini Qadri Alwi Quddus-Sirrhul-Aziz
  43.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Qutb-E-Zama Sufi Sarmast Ali Shah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  44.  Ilahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Sufi Abdullah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  45.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Maulana Murshidna Sufi Gaffur Shah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  46.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Sufi Yaseen Mastaan Ali Shah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  47.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Sufi Rafiq Ahmed Shah Husssaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  48.  llahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Sufi Nizamuddin Shah Hussaini Qadari Quddus-Sirrhul-Aziz
  49.  Ilahi Bahurmate Hazrat Arif Qamil Syed Shah Sufi Ghyassuddin Shah Hussaini Qadari Umrullah Oqaata Fi Ta-Ata

 Bismillah-Hir-Rehman-Hir-rahim

BA-HAQQE SHAJRA-E-PEERANE QADAR MUSSAFA-QUN HAMA

BATIN WA ZAHIR

 

 

SHAJRA-E-MANJUM QADARI-SHUTARI 

 

  1. Multaji hu Dastbasta Mud-da-a ke waaste, Kar Dua Magbool Ya Rab Mustafa ke waaste.

 

  1. Johar-E-Aaina Khillat Mashrike maahey Mobin, Baksh de Jurm-O-Khata Shams-ud-duha ke waaste.

 

  1. Matlaye Anwaare Rehman Shahbaaz Auze-fakr, Taajdaare Ahle Ata Sher-E-Khuda ke waaste.

 

  1. Matlaye Anwaare Rehman Shahbaaz Auze-faqr, Taajdaare Ahle Ata Sher-E-Khuda ke waaste.

 

  1. Qibla-E-Arbaabe Iman Jadde Amjad Peshwa,Khwaja Shah Hasan Basri Huda ke Waaste.

 

  1. Ma-adne Rehmat Atam, Khwaja Habib Ajmi Qaram, Khazane Kanze Tariqat Peshwa ke waaste.

 

  1. Kabaa-e Ashaabe lkaan Baayzid-E-Raazdan, Qibla E Arbabe Iman Bahaya ke Waaste.

 

  1. Mashrik Wa Maghrib Shah Mohammad Maghrabi, Qaugbe Subah Sa-aadat basafa ke waaste.

 

  1. Shah Mohammad Hein Ghazali Gulshan-E-Irfaane Haq, Qashif-E-Daqaiq Sirre Khuda ke Waaste.

 

  1. Tariq-qu-Dunia hein beshaq Turq Tartausi Yakeen, Makhzane Sirre hagiqat Be-riya ke Waaste.

 

  1. Qharka-E-Al Fakhr-O-Fakhri Khwaja E Shah Abul Hasan, Laaya Hu mein ye zariya Mud-da-a ke Waaste.

 

  1. Mawrun Nehri quli Khwaja Hein Inhaar-E-Zina, Zau-rake Behere ShafaAat Nakhuda ke waaste.

 

  1. Li Ma-Allah Shah Muhammad Aashiq-E-Sirre llah, Behre Zakkhare Haqqigat Bahaya ke Waaste.

 

  1. Hein Jo Khwaja Shah Muhammad Arif-E-Haq-Ul-Yaqeen, Waliye Mulk-O-Baqa Shah-O-Gada ke waaste.

 

  1. Shah Abdullah Shuttari Kanooz-E-Maarfat, Ashna-E-Behre Wehdat Purziya ke waaste.

 

  1. Shah Muhammad hein Allauddin Qaazan Ba jalal, Baksh de ye Sahibe Joodo Sakha ke waaste.

 

  1. Hein Abul Fateh Hidayat Mast-haq Sarmast peer, Waqife Haqayaq limul Hudaa ke waaste.

 

  1. Shah Zahoor Haji Huzoor Matlaye mahre sama, Mahe Azmat ba-jamaale purziya ke waaste.

 

  1. Shah Mohammad Ghaus Gwaliyari jo hein Ghaus -E-Zama, Bazl kar fazlo Ata inki Raza ke waaste.

 

  1. Nayyare Charkhe Imarat Akhtare Burje Qaram, Shah Wajihuddin Hussaini InNama ke waaste.

 

  1. Durre Daryaye Inayat Kulzame FaizEAtam, Shah Abdullah Gujrati Shaha ke waaste.

 

  1. Durood-ut-taj Sirre Ikhlas Hasham peer hein, Qutub-E-Alam Ghaus-E-Azam Dilruba ke waaste.

 

  1. Gulshan-E-Azmat ke hein ye nau nihale jaaveedan, Baksh de Burhannuddin Shah Auliya ke waaste.

 

  1. Murtuza Syed Hussaini Peshwa wa Auliya, Shah Wajihuddin Hussaini rehnuma ke waaste.

 

  1. Kamil-O-Akmal Wa mukammal Sahib E Juudo Fayyuz, Hein Muhammad Ghaus Saani ki Wila ke waaste.

 

  1. Sahibe Jaho-Hashm Jaane-Humam Kaane Qaram, Baksh Abdullah Hussaini Peshwa ke Waaste.

 

  1. Mazhare Noore Khuda Taha Sift yaseen Baqa, Baksh Wajjihuddin Ballmo haya ke waaste.

 

  1. Durre-daryaye Sakha Mehre Muneere ijtaba, Hein Wali Burhannuddin Khushlaqa ke waaste.

 

  1. Abar-E- Madraje Fatuat Gauhare Gunjina-raaz, Shah Wajihuddin Haadi rehnuma ke waaste.

 

  1. Aftaabe Mashriqe Ejaaze Deen Haqul Yakeen, Shah Ali Sarmast Sufi Haqnuma ke Waaste.

 

  1. Mambaye Judoo Sakha hein Shah Abdullah Peer, Rahnumaey DeeneHaq Rahe Huda ke waaste.

 

  1. Hein Gafur Shah Peer kamil Rehnuma Roshan Zameer, Laaya hu mein ye zariya Mud-da-a ke waaste.

 

  1. Shaane Peere Tariqat Shah Ali Yaseen Mast, Bazl kar Ya RAb khata sab Auliya ke waaste.

 

  1. Qaun Jaamaye zila Arzo Sama, Shah Rafiq Hussaini rehnuma ke waaste.

 

  1. Qamar-E- Qadari-Shuttari Shamse Hussaini O Hashmi, Waqife Ramooze Qul Shah Nizamuddin Auliya ke Waaste.

 

  1. KhadimUIFukra Sufi Ghyassuddin Shah Benawa Ahkar Haqeer, Baksh Ya Rab Isko Saare Auliya ke waaste.

 

  1. Fazl kar Khallak-E-Alam Bazl ki umeed hai, Haath uthaata hu humesha mein Dua ke waaste.

 

  1. Ab to bigri ko banade E mere Parvardigar, Ghaus-Ul-Azam Peer-O-Murshid Rehnuma ke waaste.

 

  1. Shajra-E-Shuttar ki barkat se Ae rabbeNiyaz, Astajab kar liteja Sab Peshwa ke waaste.

 

  1. Maarfat ke kaise kaise Phool khilte hein yahan, Aa ke dekhte to koi Qadari-Shuttari Darbaar mein.

 

  1. Apne Aaqa Apney Maula ke mein Saaye mein jiyun, Aur Marna ho to inkey Aastane par maru.

 

  1. Tu sakhi tera sakhi darbaar hai, Tu Qaram karde to beda paar hai.

 

  1. E Khudaye Mann Ba hakke Mustafa, Az Tufailey Hurmate Aale Aba.

 

  1. Roz E mehshar Daar ba Aale Rasool, Az Tufailey maqbala Gard Wa Qubool.